aap sabhi ne kotak mahindra bank ka naam to suna hi hoga kotak bank aapko apna digital bank account open karne ki suvidha deti hai kotak bank ne kotak 811 naam se online zero balance bank account open karne ki suvidha di hai
Online Bank Account Open Kaise Kare
sabse pahle aapko play store se kotak 811 mobile banking application ko download karke install karna hai " play store me aapko kotak 811 search karna hai
application ko install karne ke bad open kare usme fir aapko Get Started Now option ko click karna hai fir agle option me aapko kotak 811 ki sari service ke bare me jankari milegi usme aapko sabse niche Get Started naam se option milega usko click karna hai
ab aage aapko apni sari basic details dalni hogi sabse pahle aapko apna naam or mobile number dalkar aage badna hai fir aapke pass mobile me otp aayega jisko dalkar aage badna hai
kotak bank me online khata kholne ke liye aapke pass Aadhar card or Pan card hona jaruri or aapki age 18 se adhik honi chahiye
ab agle step me aapko aadhar ekyc fill karni hai uske liye aapko apna aadhar number dalkar usko otp se verify karna hai aadhar verify ho jane ke bad aapko pan card ki details dalni hai
aage ke step me aapko apna Gender, Date off birth or adress dalkar form complete karna hai form fill hone ke bad aapke pass sucessfull ka sms aa jayega or aapka online bank account open ho jayega .
Kotak 811 Online Banking Ke Fayde
1. Up to 6% interest - kotak bank aapke online bank account par 6% interrest deti hai jo aapke liye bahut hi fayda kar sakti hai
2. Virtual Debit Card - kotak bank aapko ek online debit card ki suvidha bhi deti hai jisko aap khi bhi online payment option ke rup me kam me le sakte ho or agar aap chaho to debit card ko by post order bhi kar sakte ho
3. Zero Balance Bank Account - agar aapko kisi or bank me bank account open karane me dikat aati hai to aap kotak 811 me aasani se bina koi charge ke zero balance bank account open karwa sakte hai
to friends aapko Online Bank Account Kaise Khole Apne Mobile Se yah jankari kaisi lgi comment karke jrur bataye or koi problem aaye to jrur comment kare me aapki comment ka reply dekar help karunga
Bhai yah bilkul safe to hai na..
ReplyDeleteKoi problem to nhi hai isme...
KOI PROBLEM NHI MENE KIYA HAI
DeleteManoj Kumar
ReplyDeleteBolo
Delete