Google maps hmare liye bhut usefull he aaj ke time me kyoki ab har koi smartphone rakhta he or usme internet ki suvidha rahti he to vo apne apne mobile me koi bhi location dekh sakta he lekin kabhi kabhi google maps me kuch new place or small place ka naam show nhi hota tab hme problem aati he me aapko esi problem ko thik karne ke liye new place ko google map me add karne ka tarika btata hu.
Google Maps Par New Place Kaise Add Kare
Sabse start me apne browser me google maps ki site open karehttps://maps.google.co.in
Ab google maps ki site par apne location par jaye or fir kone me dikh rhe menu ke option par click kare jaisa ki mene screenshot me btaya he.
Ab aap menu ke option me sabse last me Add missing place par click kare
Jab aap missing place option par click karenge to aapke samne kuch new options aate he usme aapko ye sab jankari dalni he usse pahle maps par dikh rhe read culoar ke check mark ko apne place ke icon par lekar jana he.
1. Place Name -
2. Address -
3. Category -
* Private Job Kaise Search Kare Olx Application Se
* Government Jobs Me Online Apply Kaise Kare
Screenshot me aap dekh sakte he mene apne ghar ke pass jo temple he use google maps me show karne ke liye add missing place option me use add kar rha hu
Ye sab jankari dalne ke bad aapko sabmit option par click karna hoga or fir aapko google ki or se thankyou ka massage mil jayega kuch es tarah
Aap google maps par ye sab place add kar sakte ho -
1. Home
2. Reastaurant
3. School
4. Cafe
5. Shoping center
6. Bar
7. Shop
8. Hospital
9. Bank
10. ATM
11. Hotel
12. Cinema
13. Office etc.
* Internet se sarkari naukri ki bharti ki jankari kese paye apne mobile me
* Hotmail Se New Email Id Kaise Create Kare
Place add karne ke kuch din bad google us place ko review krega or kuch din bad aapka place google maps me show hone lag jayega google ki taraf se aapko eska email bhi mil jayega aapke email account par.
agar place add karne me koi problem aaye to comment karke jrur btaye or es post ko apne friend ko bhi share kare jisse unko bhi help mile.
Sir, my area is not from my village, so how did he join my village?
ReplyDeleteenter your address and submit
DeleteNagala ramai
DeleteNagala ramai
DeleteAddress change kese kare
ReplyDeletejis place ka aapko adress change karna hai vha par new place add kar dijiye
DeleteMeri shop Google PR dalne me bad bhi nhi dhikh rhi he
ReplyDeletegoogle me dalne ke bad google aapki shop ko verify karega fir show hogi
Deleteमतलब इसे सर्च करने के बाद दिखेगा कि अपने आप
ReplyDeletejab aap us location ki map dekhoge to zoom karne par apne aap naam dikhega
DeleteKitne time lagega
ReplyDeleteKitna time lagegaa uploaded hone me
ReplyDeletejab upload hoga aapke pass google ka mail aa jayega
DeleteI have no option add a mising place
ReplyDeletepost me mene option ke bare me bataya hai..
Deletenice info https://gyanhelp.com
ReplyDeletethankks
DeleteOps nahi mila
ReplyDeleteComputer me open kro milega
DeleteMujhe apne mohlle ka naam dalna hai
ReplyDeleteJo tarika Mene post me btaya hai us tarike se dal do
DeleteSir mera address pr pending lagi hai 10 dino se kab taj show hoga address
ReplyDeleteAgar aapka address Shi hai to google aapka address show krega wait kro kuch din
DeleteDukan, school, Hota etc to google map se jud jata hai lekin Village kaise jode kyoki category me to villvil ka option hi nahi deta hai. Help me mujhe apne village ka name map par dalna hai.
ReplyDeletegoogle map ke help option me jao vha par feedback me request dal do vilaage name ki
DeleteGoogle me mera mobile no. Kisi aur dukan ke naam ka batata hai
ReplyDeleteusme edit ka option aata hai usme kro
Delete