Creative Commons Videos Kya Hote He
Aap sabhi youtube video copyright ke bare me jante hi hoge jab ham koi video youtube par dalte he or uske bad jab koi same video vapas upload karta he to wah copyright mana jata he or fir ham use montize nhi kar sakte lekin me aapko aisa tarika btane vala hu jisse aap pahle upload kiye gye video ko vapas upload karke paisa kama sakate ho es type ke video ko cc video yani creative commons video kahe jate he.Youtube Par CC Video Kaise Use Kare
Sabse pahle youtube site open kare or gmail se login kar usme apne profile picture par click kare tab aapko ek option milega " Creator Studio " es option par click kare
Ab jab aapka youtube creator studio option open jaye tab aapko sabse last me ek create ka option milega uspar click karenge tab aapko 3 or option dikhayi denge unme se aapko video editor option par click karna he.
video editor option karne ke bad aapke samne video edit karne ke kai option aayenge aapko dyan se chote se dikh rhe cc ke option ko click karna he or fir aapko jis type ka cc video chahiye aap search box me search kar sakte he.
* Google Adsence Report Mobile Me Kaise Check Kare
* Internet se Free calling kaise kare kisi bhi mobile number par
mene aapko screenshot me dikhaya he mene kapil sharma show ka video search kiyahe
* Google Adsence Report Mobile Me Kaise Check Kare
* Internet se Free calling kaise kare kisi bhi mobile number par
mene aapko screenshot me dikhaya he mene kapil sharma show ka video search kiyahe
Ab aapko search result me mil rhe video par click kar use drag karke drag video here ki jagah par lana he fir aapko corner me dikh rhe blue colur ke create video option par click karna he
Jab aap click kar to aapke samne video aa jayega or fir aap video ko apne hisab se set kar le aap video ki brightness and Contrast set kar sakate he fir aap apne hisab se video ka title dalkar use Create Video option par click karke publish kar sakate he video ko publish hone me kuch time lagega youtube par kuch samay bad aapka creative commons video dikhayi dene lagega.
ab aap apna creative commons monetization kar sakate he uske liye aapko video manager me jana he fir usme video edit option me jakar aap monetization option me ads ko on karke video monetization kar sakte ho.
agar aapko cc youtube par use karne me koi problem aaye to muje comment kar sakte ya fir aap mera youtube video bhi dekh sakte he.
sirji sirf do hi option aa raha hai audio library and music policy
ReplyDeleteSorry video editor option youtube ne band kar diya kuch din pahle
DeleteMera channel me. Creater studio
ReplyDeleteMe create me video ka option nhi aa rha h sir me kya karoon
Kya download krke. In video ka use kr sakta hun
Mera channel me. Creater studio
ReplyDeleteMe create me video ka option nhi aa rha h sir me kya karoon
Kya download krke. In video ka use kr sakta hun
ab youtube ne yah option hta diya hai
DeleteTo sir kya hum ab cc video add nhi Kar sakte
ReplyDeleteha ab yah option band ho gya hai
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteSir mera standard license hai to me creative comann ke video upload kar skta hu kiya ya mera bhi license create hi hona chahiye please reply
ReplyDeleteCreative common video me YouTube pe upload karta hu.aap se ye puchna hai kon sir video jyada da behtar hogi jyada. View ya jyada like wali video upload karni chahiye creative common ki
ReplyDeleteapne khud ke video upload kro jyada better rhega
Delete