Friend ham sabh.i ka india me pahchan ka koi na koi proof hota he aaj ke time me es proof ke roop me aadhar card ka upyog jyada ho gya he lekin pahle voter id card hmari pahchan ka aham document hota tha.Or aaj ke time me bhi eska upyog kam nhi hua he voter id card har jagah indendy proof ke roop me kam aata he
Ab es site par aapke samne apply online off registration new voter's ka option aayega us par aapko click karna hoga
Online form bharane ke liye yha
Click kre
Ab aapke samne ek online form aayega form no 6
Aapko es form ko mangi gyi sabhi jankariya shi trike se dalkar sabmit karna hoga.
Form me aapke naam father ka naam ,date off birth,apne election area ki details,mobile no. Email id,apne ek relative ki detail dalni he jiska naam pahle se voter id card bna hua he.
1. Passport size photo
2. Identity proof
3. Adress proof
Aap indendy & Adress proof ke liye apna aadhar card or pan card us kar sakte he.
Voter Id Card Kaise Banaye
Voter id card banane ke 2 trike he
1. Ham apne b.l.o jo ki hmare area ka election incharge hota he uske pass apna form jma kar banva sakte he
** Earn talktime app se free mobile recharge or free DTH recharge kaise kre **
2. Ye abhi hal me suru kiya gya tarika he esme ham election comission ki website par jakar online form bharake apna voter id card bna sakte he.
2. Ye abhi hal me suru kiya gya tarika he esme ham election comission ki website par jakar online form bharake apna voter id card bna sakte he.
Voter id card banane ka online process
Ab me aapko voter id card banane ke online btata hu .
Sabse pahle aap election comission ki site open kre
National voter's service portal
http://www.nvsp.in
Sabse pahle aap election comission ki site open kre
National voter's service portal
http://www.nvsp.in
Ab es site par aapke samne apply online off registration new voter's ka option aayega us par aapko click karna hoga
Online form bharane ke liye yha
Click kre
Ab aapke samne ek online form aayega form no 6
Aapko es form ko mangi gyi sabhi jankariya shi trike se dalkar sabmit karna hoga.
Form me aapke naam father ka naam ,date off birth,apne election area ki details,mobile no. Email id,apne ek relative ki detail dalni he jiska naam pahle se voter id card bna hua he.
Online Voter id Banane Ke liye Konse Document Upload kare
Aapko 3 document uplaod karne he1. Passport size photo
2. Identity proof
3. Adress proof
Aap indendy & Adress proof ke liye apna aadhar card or pan card us kar sakte he.
Form Complete Hone Ke Bad Kya Karna Hai
Form pura bharane ke bad aapko sabmit batton par click karna he uske bad second me aapke mobile or email par aapke pas form sabmit karni ki suchna aa jayegi or ek tracking code milega aapko jisse aap apne voter id card banne ki progress ke bare me pta lga sakenge
Mene bhut mehnat se es post ko likha he Friend sho plz comment jrur kre
Nice article sir .
ReplyDeleteIt's very useful
Thanks
ReplyDeletenice blogs
ReplyDeleteGet videoocn prepaid & postpaid mobile services to explore the world with easy postpaid bill payment, online prepaid mobile recharge and much more.
Mobile Data Recharge, Internet Mobile Data
Thanks sanjay Comment karne ke liye
ReplyDeleteBhai article dekh kar aur padh kar aapke mehanat ka andaja lagaya jaa sakata hai
ReplyDeleteBahut bahut dhanyawad iss tarah k useful post k liye
Visnu ji comment karne ke liye sukriya
ReplyDeleteSitewebsite
Bahut acchi post....
ReplyDeleteधन्यवाद indrasinh ji
ReplyDeleteभाई thanku nice information
ReplyDeleteMahaveer ji Thanks
ReplyDeletehttp://www.patialajokes.com/category/hindi-jokes-sms/
ReplyDeleteVivek ji yah kya Comment dala aapne
ReplyDeleteO to thk h bt ye voterlist hame milega kha se
ReplyDeleteO to thk h bt ye voterlist hame milega kha se
ReplyDeleteApne area ke blo ke pass milegi
ReplyDeleteNice post and nice blog .apki template konsi hai
ReplyDeleteribbon template
DeleteKya sirf Addhar Card se Voter ID Nahi bana sakte
ReplyDeleteKya sirf Addhar Card se Voter ID Nahi bana sake? ...Or register complet hone ke bad kitna time lagega voter id aproove hone me?
ReplyDeleteVoter ID banane ke liye 2 kyc documents jruri he or kitne din me milega yah AAP Apne blo se PTA kro
DeleteAapki post padh ke maine apna votter id bana... success full ho gaya... par ab status check karta hu to process kuch bata ta hi nahi hai... kitne din me milta hai...
ReplyDelete2-3 din bad status check karna pta chal jayega
Deletenice bhai
ReplyDeletethanksyou
Deletebhai kitne din ka time lagta hai votter id ghar pahuchne ke liye
ReplyDeletearea ke hisab se alag alag time lagta hai
Deletemaine family epic no. Form me nahi dala hai phir bhi referel code aya hai par mobile par aur email par massage nahi gaya kya mera id ban jayega
ReplyDeleteNhi bnegi aapko family member ki details dalni hogi
ReplyDeleteMene voter ID apply Kiya h 14mar ko kab tak mil jaye ha.
ReplyDeleteapne area ke blo se pta kro
DeleteOnline karne ke baad kitne din baad voter id banta h hum 14/3/2019 ko online kiye h. Kab tak aaye ga. Koi bataye ge.
ReplyDeleteMain online voter id apply kiya hai 14 march ko kab tak ban jayega
ReplyDeleteapne area ke blo se bat kro
Delete