Hello friends...
Passport Size Photo Kaise Banaye Adobe Photoshop application se
Aaj kal log noukri ke liye online ragistrestion karte aur us time unko apna photo upload karna padta photo to sabke pas hota hai lekin passport size ka nhi hota to me aaj aapko bataunga ki kese aap adobe photoshop se passport size photo bna sakte hai.
kafi noukriyo me form bharte samay usme bahut hi kam size ka photo chahiye hota he to aur kafi log apne photo ki size choti karne ke liye kuch online site use karte he lekin usme aapke photo ki quility kharab ho jati aur kafi site per photo ko download karna padta hai .

to me aapko batata hu kese hum free me passport size photo banakar uski size choti kar sakte hai.
Step 1
Sabse pahle photoshop me apne photo ko open kare

Step 2
Photo open karne ke bad Crop tool (c)

Per click kare aur photo ko crop karne ki size select kare size es tarah rakhe
Width : 1.5 in Height: 2.0 in Resolution :20

Size select karne ke bad photo ko crop kare.
Step 3
Photo ko crop karne ke bad CTRL+A dabaye aur fir CTRL+T dabakar photo ke uper ek frame bana le frame banane ke liye mouse se scroll kare. frame barabar banaye.
Step 4
Fir CTRL+A badaye aur Edit Menu per jaye aur Define Pattern per click kare aur apne photo ka name likh kar ok per click kare

Step 5
Ab file menu me jakar New page open kare page ki size es tarah rakhe
Width :1200
Height :800
Resolution :200

Step 6
Ab Edit Menu me jakar Fill per click kare aur apne jo pattern banaya tha usko select kar ok dabayenge to aapka passport size photo ban jayega

Step 7
Ab aap pohto Save karennge to usme aapko apne photo ki size select karne ka option hoga jisme aap jesi size chahte hai vesi select kar photo ko save kar de.

yadi aapko passport size ka photo banane me koi paresaani aati he to mera yeh video dekh kar aur aasan tarike se sikh sakte hai...
AaPkO MeRi Yeh PoST kEsi LaGi COMMENT KAR zaRur bataye acchi lagE ho to dosto ke sath Share kre.

Passport Size Photo Kaise Banaye ?
Step 1
photoshop me photo kaise open kre ?

Passport Size Photo Banane ka tutorail video
yadi aapko passport size ka photo banane me koi paresaani aati he to mera yeh video dekh kar aur aasan tarike se sikh sakte hai...
AaPkO MeRi Yeh PoST kEsi LaGi COMMENT KAR zaRur bataye acchi lagE ho to dosto ke sath Share kre.
Very useful post
ReplyDeleteThanks prabhijt ji
ReplyDeleteVery nice 100 %
ReplyDeleteThanks abdul ji
ReplyDeleteBhai tumhari site to bahut achchhi hai. Ye blog par hai ya WordPress par. And bhai kya meri ek help karoge meri site jab main open karta hu to blog ki post me bichh bichh me unwanted ads jaise paytm Facebook game wallpaper show ho rahe hai kya isko remove karne ka koi tarika hai. Plz bhai meri help karo.
ReplyDeletesunil.bhargav001@gmail.com. par mujhe contect karo
Mera blog blogger par he ot muje aapki site ka link do me check karke btata hu
ReplyDeletebhaiya ek problem hai mere computer me window not genuene wala problem hai, maine cmd- slmgr -rearm bhi kiya wo kuch din to kaam kiya fir same problem ab thik nhi ho rha hai.
ReplyDeletesanjay
9862419077
Sanjay ji aap mera post clearfully read kre
ReplyDeleteThank you for this give an idea
ReplyDeleteThanks
DeletePass port size photo koi mushkil nhi hai.. but isme kuj jayada hi bara processor diya gya h...
ReplyDeletePass port photo k kafi size hote h:-width:-1.24in height:-1.613in
Then other size:- Width:-1.2in height:-1.5in then original pass port size pic sise is >>>Width:-3.5cm height:-4.5cm<<<
Aur photo open kro Photoshop may
Then color light krne k liye >>Ctrl+M<< >>Ctrl+l<< jaise jisne jitnakrnah waise kr le. Then color set krne k baad >>Ctrl+A<< kro then >>Ctrl+x<< then sheet open krne k liye >>Ctrl+N<<< kre then choose size >>4x6 then open aur sheet pr click kre aur >>Ctrl+V<< kre then edit may jao aur >>Stroke maro >>2<< ka then >>Ctrl+alt<< se pic k size hisab se pic laga lo then save... 😊😊😊😊
Aapki bat shi hai mene ek post likhi hai one click me passport size photo kaise banaye AAP jrur dekhe
DeletePhotoshop ki puri jaankari hindi me. Learn photoshop.
ReplyDeletehttps://www.hindimeshiksha. Com
Thanks comment karne ke liye
Deletephotoshop me photo ko looking aur dashing kaise banaye plzz help me
ReplyDeleteAAP photo me kya karna chahte ho shi btao me samja nhi
ReplyDeleteHere is An Easy Way To Make Passport Size Photo Just in 2 Minutes.
ReplyDeletethanks
DeleteThis Post Very Helpfull For Me Thanks
ReplyDeleteTHANKS AAPKO BHI
DeleteBro... Bahut Achcha Blog banaya hai aapne. Optimize bhi bahut badhiya kiya hai.
ReplyDeleteme bhi ek blag bnane ki koshisk kar raha hu.
https://www.rojgarportal. in
thans bhai bahut badiya kosis hai aapki bhi
DeleteThis is an awesome post. Really very informative and creative contents. This concept is a good way to enhance knowledge. I like it and help me to development very well. Thank you for this brief explanation and very nice information. Well, got good knowledge.
ReplyDeleteWordPress development company in Chennai