Aaj me ek aisi site ke bare me batane vala hu jiski madad se aap All Popular Search Engine Ke Liye Keyword Search kar sakate he or Google Youtube Yahoo Bing sabhi search engine ke liye best keyword kaise search kare
Site ki jankari dene se pahle me aapko Keyword ke bare me jankari dena chahta hu sabse pahle bat karte he ki Keyword hota he Keyword ka kya matlab he Keyword kise kahte he
Keyword Kya Hota Hai ?
Sadharan sabdo me keyword ka aarth us word se hota he jisko likhkar koi user search engine par search karta he jaise man lo kisi friends ko blog ke bare me kuch jankari chahiye to wah kuch es tarah search karega " blog kya he, blog kaise banaye, blogging ,
Kuch es tarah ke word type karke hi koi user blogging ki jankari prapt karta he enhi word ko Keyword kahte he.
Keyword Kya Kam Aata He Eski Jankari Kyo Jruri He ?
Keyword hamari site ke traffic lane ke liye bhut jruri he site ke best Keyword use karne par site par bdiya traffic milta he
Koi bhi user jab hmari site par aata he to kuch Keyword dalkar Google me search karta he
Jab koi Keyword hamari site par ham us karte he or koi user yahi Keyword search engine me dalkar search karta he to hmari site search result me show hoti he.
Keyword Tool Website Se Keyword Kaise Search Kare
Ab me aapko us site ke bare me btata hu jo Keyword ki jankari deti he
Site ka naam he Keywordtool
Es site par jane ke site adress par click kre
Keywordtool site Keyword ke liye sabse best site he eski madad se ham kai search engine ke liye Keyword search kar sakte he sath hi ham alag alalg location ke liye alag alag Keyword ka pta lga sakte he
Es website ki madad se ham Google,yahoo,Bing, Youtube sabhi ke liye aasani se Keyword ka pta lga sakte he site ke dashbord me sabhi ke liye alag alag option diye he Keyword search karne ke liye .
Agar aapko keyword kaise search kare eske bare me yah post achi lgi ho to share jrur kre or comment karke bhi btaye
मोती अच्छा लिखा है। अगर देवनागरी में लिखोगे तो और भी सुन्दर लगेगा। इस साइट पर जाओ http://www.google.com/inputtools/try/ भाषा हिंदी चुनो और लिखो। आप को आधा समय लगेगा।
ReplyDeleteSampat kumari ji comment karne ke liye thanks hinglisg word me jyada traffic milta he esliye likhta hu
ReplyDeleteIsse problem ho sakti h...
DeleteKya problem ho sakti he bhai btao
DeleteKuch problem nahi hogi bhai
Deletewow... nice
ReplyDeleteGreat post But Isme Cpc hide ki gayi hai Isliye adsense walo ko isse koi kaash fayda nahi hai
ReplyDeleteMera adsense aprove ho chuka hai aur maine ise sirf 5 din me aprove karaya pata nahi kyo mai surprise bhi hu ki mera adsense aprove itni jaldi aprove ho gaya lekin abhi itni traffic mere blog par nahi hai mai khush nahi hu plz aap bataye muje aisa kya karna hoga ki kamsekam 5000 user per day ho jaye
ReplyDeletedaily new topic par post likho or qulity post honi chahiye
DeleteLove tips hindi jaisa blog banye aur 10 din me hi adsense aprove kare
ReplyDeletegood blog
DeleteHttps://www.helpgurugroup.com par traffic low h sir please help
ReplyDeletebadiya post publish kro or keyword use kro
Deleteachhi jankari likhi hai
ReplyDeletethanks
Delete