Sabse pahle hmare liye yah janna jruri he ki page speed hoti he
Kya hoti he page speed ?
Page speed kisi bhi site ka ek performance meetar ki tarah hota he jisme yah mapa jata he ki hmari site kitni der me open hoti he net par.
Esme site ko uski running speed ke anusar 100 me se rank di jati he.
Kisi bhi website ki page speed kaise check kre ?
Sabse pahle aapko google google page speed ensights ki site par Jana hoga jiski link yha di gyi he
Ab sapse pahle aapko di gyi screenshot ke hisab se apni site ka adress dalta hoga.
Fir aapko analysis par click karna hoga.
Analysis par click karte hi kuch hi second ki running me aapki site ki page speed aapke samne show hogi.
Kya laabh he jyada page speed rank ke ?
Agar aapki site ki page speed achi he to aapki site ko visit karne ke change kai guna bad jayege .
Aapki site ki bounce rate kam hogi or aapki site ki search result me ranking bdegi.
Aapko hmara ye post kaise lga hme comment karke btaye jrur ☺☺
Related post
Aapko hmara ye post kaise lga hme comment karke btaye jrur ☺☺
Related post
Very useful !
ReplyDeleteThankyou sir meri post padne ke liye
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteHumare jaise hindi bhashi k liye sabse behtarin tarika bataya
ReplyDeleteThanks aapko bhi
Delete