Aap sabhi jante he ki train ka ticket online internet ke maydam se bhi book kiya ja sakta he me aapko train ki jankari or ticket book karne ke bare me btaunga.
ham me se anek logo ka manna hota he ki yah kam hamse nhi hoga ya fir ham ye soch lete he ki yah online ticket booking keval computer par hi ki ja sakti he .
Lekin ab aisa kuch nhi he agar hme thoda bhut bassic trike se internet us karna aata he to ham aasani se apne mobile se bhi online train ticket book kar sakte he
to friends ab me aapko online train ticket book karne ke bare me puri jankari deta hu.
to friends ab me aapko online train ticket book karne ke bare me puri jankari deta hu.
Mobile par online train ticket book karne ke liye hmare pass kya kya hona jruri he ?
1. Sabse pahle hmare pass ek bdiya smartphone hona chahiye.
2. IRCTC ka application hona chahiye.
Irctc kya he or eska application kese download kre ?
Irctc india me online train ticket book karne ki suvidha dene vali sanstha he
ham irctc ki site se ya fir eske application se train ticket book kar sakte he.
ham irctc ki site se ya fir eske application se train ticket book kar sakte he.
Irctc ka app download karne ke apne mobile me play store par "irctc" type kake search karna hoga or apps download karna hoga
Ab aapko es application me apna nya Account (sing up) bnana
Account bannne ke liye aapko diye gye screenshot ke anushar apna mobile no adrresh or email id or apna id proof ka no dalna hoga.
Account banne ke bad aap apni pasand ke hisab se railway station naam select kre or fir apni yatra ki date dale or search batton par click kre
Aapko search result me kuch trains ki list show hogi aapko kis train me safar karna he us par click karna hoga click karte hi aapke saamne train ki seat ki cetgary avalbility show hogi aap apni pasand ke anusar select kar sakte he.
Agle step me aapko add passenger par click karke apni details dalni hogi apna naam mobile no or apni age.
Or end me aapko book batton par click karna hoga.
Ab agle step me paymet option dikhayi denge aap apni pasand ke hisab se credit debit ya net banking ka option select karna hoga.
Payment hone par aapka ticket book ho jayega or aapko apni booking ka pnr no sms se mil jayega.
me umid karta hu ki aapko meri post me train ki jankari bhi mili hogi
me umid karta hu ki aapko meri post me train ki jankari bhi mili hogi
Aapko hmari yah post bhi dekhni chahiye
* Internet ki madad se private job search kaise kre kuch popular application ki jankari
* Internet ki madad se private job search kaise kre kuch popular application ki jankari
Agar ticket book karne me koi problem aaye to comment karke btaye
Aap Acha Blog Likhte hai Agar aap Blogging me apna career banana chahte hai to HindiseHelp.com ke sath Judiye. Or Blogging ke baare Me Porri jankari Prapt kijiye.
ReplyDeletethanks raghav ji
ReplyDeleteThank u bhai.. mujhe Real me Ek acchi Help Mili.. But Mujhe Ye btao ki Mera BANK ka ATM kaam nhi krta site pr.. btao sir kyu
ReplyDeleteThank u bhai.. mujhe Real me Ek acchi Help Mili.. But Mujhe Ye btao ki Mera BANK ka ATM kaam nhi krta site pr.. btao sir kyu
ReplyDeleteJab aap atm ko kam me lete ho to kya problem aati he apni problem ke bare me btao tabhi help kar sakta hu
ReplyDeleteHlo sir Mujhe Ye btaiyee ki Pay ment Ke liye kya karna hoga Debit card ka no khaa pe dena he ya phir payment kese kareni he vistaar se btaaye
ReplyDeleteplz sir
Hlo sir Mujhe Ye btaiyee ki Pay ment Ke liye kya karna hoga Debit card ka no khaa pe dena he ya phir payment kese kareni he vistaar se btaaye
ReplyDeleteplz sir
Debit card par jo card no hota he wah dalna he or fir uske piche ek or code hota he jiska naam hota he cvv code yah 3 anko ka hota he use bhi dalna he or last me debit card ki expiry date dalni he
ReplyDeleteRail traveller ke liye bahut kam ki jankari.
ReplyDeleteThanks
Deletesir mobile se emergency ticket banane ke liye kya karna padega
ReplyDeleteMobile se sirf aarshit ticket hi ban sakta he aapko emergency ticket station se lena hoga
ReplyDeletesir mera irctc register nahi ho rha hai ples... halp me
ReplyDeleteKyu nhi ho rha he jo problem aa rhi he wah btao
ReplyDeletesir ive a very simple question
ReplyDeletethat
"App,, se ticket book karne k baad
usse print kaise nikal sakte hai Kisi shop se????
Aap ticket book hone par uska screenshot leker print kar sakte he normally mobile par sms aa jata he pnr no ka vhi kafi he.
ReplyDeleteKya ham pnr number se travel kar Sakte hain please replay???
DeleteKya pnr number se bhi ham travel kar Sakte hain please replay
ReplyDeleteyes aap pnr number se bhi travel kar sakte he
ReplyDeleteThanksgiving your advice
ReplyDeletethanks
DeleteHii
DeleteMaine irctc app se ticket book kiya 1 ticket book hua magr network ki wajh se 2 ticket ka paisa kat gya aap bhato refund kese hoga
ReplyDeleteNetwork problem ki wajh se 1 ticket ki jagh 2 tickets ka paisa kat gya aap batao refund kese hoga
ReplyDeleteticket booking site par jakar check kro aapne kitne ticket book kiye or fir irctc helpline par bat kro aapka paisa refund ho jayega.
DeleteShir mujhe ye bataye ki mai irctc me Rajister kits hi likin website pe jakar login kar Raha hu to nahai ho Raha hai
ReplyDeleteemail check kro vha password aaye hai
Deletesuch a good info on one platform
ReplyDeletegrate stuff.... digitalbanda.com
thanks
Deletebahut he badiya article hai.
ReplyDeleteThanks
Delete